dear doctor muje har waqt negative soche aati hai ke mn kon ho mn kise bat karta ho kise sochta ho ajab ajab soche 10 saal se 6 month sahi tu 6 month ase soche ajeb ajeb muje kise kam mn maza nhi aa rha hai dil mn khof hai ke mn pag...
doctor sab main 2nd year fsc main parhta hun or main lesson yad karta hun to mujhay lesson yad nahi ho raha or lesson bhol jata hai sar bhari reh jata hai is ka ilaj Kya hai