Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to Psychiatry on Anxiety Disorder Ki Tablet

person-avatar

Asking For Self, Male 30, sidaqbad punjab

muje khof boht hai dimag mn hr waqt kyal chalte rehte hai self confidence ki boht kami hai 6 years se choti choti bato pr parsin ho jata ho kabi xanax 0.5 leta ho tu tabet toda sahi hojata hai kya mn xanax 1 month tk daily le sakta ho anxiety disorder ke liye....

Homeopath in Lahore - Dr. Muhammad Umar Farooq

Dr. Muhammad Umar Farooq - Homeopath

DHMS, RHMP (PAK) | Lahore

review-stars

135 Positive Reviews

for complete anc permanent solution of anxiety take Homeopathic fast or effective treatment

0
0

Psychiatrist in Hyderabad - Dr. Muhammad Tahir

Dr. Muhammad Tahir - Psychiatrist

MBBS, Diploma in Psychiatric Medicine | Hyderabad

review-stars

9 Positive Reviews

ap khud sy koi treatment na lein. Best management sirf Doctor ki advice sy he ho sakti hy.

0
0

Psychiatrist in Islamabad - Dr. Rabbia Mushtaq

Dr. Rabbia Mushtaq - Psychiatrist

MBBS, FCPS | Islamabad

review-stars

19 Positive Reviews

Aoa, Aap ny kabhi kisi doctor ko nhi dikhaya ..? to koi masla nhi, aap zehni sehat k mahir doctor ko dikha lain, online bhi dikha saktey hain, lekin khud sy xanax khana theek nhi, aap ka masla hal nhi ho ga. Aap ko pehley diagnose honey k zarurat hey. Pehley aap ki bemari ki tashkhees ho gi jis k liyey tafseeli maloomat lena zaruri hain. Jab aik baar bimari pakar li jaey phir ilaj shuru hota hey. Agar aap ko anxiety disorder hi hua to aap ka dawa or baat cheet sy ilaj ho ga, aap theek ho jaen gey. Agar aap ny apna ilaj na karwaya to akeley hi is takleef sy guzartey rahain gey. Aap ka masla kisi ko samajh nhi aaey ga, is liyeyhal nhi ho sakey ga.

1
0

Attach Photo here: